Faizan Rana said:
Doctor Sam said:dasht
dasht to dasht hain darya bhi na chorday hum ne
behr-e-zulmaat main dorda diye ghorday hum ne..
Koi
koi surat nazar nahin aati
koi umeed bar nahin aati ,
moot ka aik din mutaaen hai
nend kyun raat bar nahin aati
Doctor Sam said:dasht
dasht to dasht hain darya bhi na chorday hum ne
behr-e-zulmaat main dorda diye ghorday hum ne..
§alman AzaÐ said:wow niCe
wafakadard said:nhi
Yeh Funny Police hai
QUEEN VICTORIA said:kuch nahin mangta shaho say yeh SHAIDA tera
is ki dolat hai faqy naqsh e kaf e paa tera
Fairl_Girl said:
~*~Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karrein~*~
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karein
Waqat Hi Na Raha Waqat Ki Baat Hai
Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje
Ussnay Thukra Diya Waqat Ki Baat Hai
Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya
Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya
Baad Muddat Ke Woh Doston Ki Tarrah
Hum Se Huss Ke Milla Waqat Ki Baat Hai
Zindagi Hum Say Anjaan Tu Ho Gai
Ek Rishtay Ki Pehchaan Tu Ho Gayi
Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi
Woh Khud KO Samjha Liya Waqat Ki Baat Hai
Apna Rang-e-Muhabbat Hai Sab Se Juda
Koi Pochhay Tu Rashid Kahon Or Kya
Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main
Kiyon Ussi Ka Raha Waqat Ki Baat Hai
new_beau said:
ROOSHANAASI...I think its wrong Word here..ROO means CHEHRA...aur ZAAT ka chehra nahin kaha ja sakta ...Try to change this misrah...
Buzurg-o-Bertar ..ko MERDAM SHANAASI kay paimaanay say Samajhna chahtay hainn aap...MERDAM shanaasi insaan ko Parakhnay kay liyey hoti hay..Yeh aap BUZERG-O-BERTER kis keh rahay hainn..EXPLAINN
These shairs are very good NIKLAY jo NIKLAINN say change ker lainn..I think..
AASII...means Gunehgaar...aur yeh ALIF say nahin AIN say hota hay...AIN ALIF SUAD YEH..
Change it,..and Reconsider this Shair...Iss mainn Kuchh Ziyaada JAAN nahin hay abhi...Agar AAP NAY ALIF say likha hay aur uss ka koi aur matlab hay tou sorry...but pls explain..
Very Good And Meaning Ful...
Na!ma said:
Virdan said:Very nice ...
Virdan said:
QUEEN VICTORIA said:
SALL said:hum aaaaaaa gae
ik zara sochne do
azaab e wehshat e jaan ka sila na maange koi
naae safr k liye raasta na maange koi
buland haathon mei zanjeer daal dete hein
ajeeb rasm chali hai k dua na maange koi
tamam shehr mukarram bass aik mujrim me
so mere baad mera khoon baha na maange koi
koi to shehr e tazbazab k sakinon se kahe
na ho yakeen to phir mo'jza na maange koi
azaab gard khizan bhi na ho bahaar bhi aae
iss ehtyaat se ajr e wafa na maange koi
isnt it justttttttttt,,,,,,
beautiful
rapunzel said:
hawwa ki beti said:nice post
thanku